Shani2018
05-28-2009, 04:17 PM
Mujay apni mehbooba se milnay ka barra shauq tha
usay qareeb se dekhnay ka barra shauq tha
aik din likh diya khat us ko sabar kar ke
dil main armano ki qabar kar ke
bholi bhali samaj na saki mere pyar ko
de dia khat apnay bhai gulzar ko
main ne darya ki ik barri mauj dekhi
jab apnay peechhay gulzar ki fauj dekhi
un ke marnay se jism se saaz nikal rahay thay
moun se aglay pechhlay raaz nikal rahay thay
logon ne kaha is pe azab aaya hai
Dil ne kaha khat ka jawab aaya hai... :)