nasir31971
06-03-2009, 12:53 PM
Chahe jitna bulao ge wapis na aonga main
Asmaan ki baahon main sama jaonga main
Dekhna yunhi hanstay kheltay yunhi muskuratay hoe
Kisi roz chup chap se chala jaonga main
Na jane mujhe yaad kare ga bhi koi ke nahin
Na maloom kisi ko yaad aaon ke na yaad aonga main
Shayad ke ho jaye mere liye bhi koi aankh pur nam
Shayad kisi ko ashkon ka tohfa de jaonga main
Bohat tarpa hon main sab ke kareeb reh ke
Ab door ja ke sab ko tarpaonga main.