PDA

View Full Version : hamein tum se mohabat ha hamara imtihaan lelo


nasir31971
06-04-2009, 12:52 PM
hamein tum se mohabat ha hamara imtihaan lelo

agar chaho to dil lelo, agr chaho to jaan lelo

hamein tum bhool mat jana ye ek faryad krte hain

wafa ki shart se b hum tumhain azad krte hain

zubaan b hum na kholain gey, ye tum hm se zubaan lelo

zamana kuch nahi ik rangeen dhoka hay

tumharay pyar pe lekan humain pora bhrosa hay

khizaan k ghum hamain day do baharoon ka sama lelo

hamain tum se mohabat ha hamara imtihan lelo