nasir31971
06-04-2009, 12:53 PM
Nahi acha koi ishaara saaf keh do na
Kahan tak sath do gay tum hamara saaf keh do na
Judai ki tarha darya b apne sath chalta ha
Nahi milta kinare se kinara saaf keh do na
Bahane apni majhbori k Q aa kar sunate ho
Qasoor is men nahi koi tumhara saaf keh do na
Hamain tanhai k taaney tu mat do gair k aagey
k hum b dhond len koi sahara saaf keh do na
Hamare haath ki aksar lakeerein milti julti hain
Migar milta nahi apna sitara saaf keh do na..!!